Kalank
힌디어

Kalank 가사

장르Pop
길이5:14
원문 언어힌디어
조회수3.6K
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Hawaaon mein bahenge Ghataon mein rahenge Tu barkha meri Main tera baadal piya Jo tere na huve toh Kisi ka na rahenge Deewani tu meri Main tera paagal piya Hazaaron mein kisi ko Taqdeer aisi Mili hai ik Ranjha Aur Heer jaisi Na jaane ye zamaana Kyun chaahe re mitaana Kalank nahi ishq hai kaajal piya Kalank nahi ishq hai kaajal piya Piya, piya, piya re Piya re, piya re Piya re, piya re, piya re, piya re Duniya ki nazron mein ye rog hai Ho jinko woh jaane ye jog hai Ik tarfa shayad ho dil ka bharam Do tarfa hai toh ye sanjog hai Layi re humein zindgani ki kahaani Kaise mod pe Huve re khud se paraaye Hum kisi se naina jod ke Hazaaron mein kisi ko Taqdeer aisi Mili hai ik Ranjha Aur Heer jaisi Na jaane ye zamaana Kyun chaahe re mitaana Kalank nahi ishq hai kaajal piya Kalank nahi ishq hai kaajal piya Main tera, main tera, main tera, main tera Main tera, main tera, main tera, main tera Main gehra tamas tu sunhera savera Main tera o, main tera Musaafir main bhatka tu mera basera Main tera o Main tera Tu jugnu chamakta Main jungle ghanera Main tera O piya main tera, main tera, main tera Ho Main tera Ho, Main tera, main tera, main tera

Arijit Singh의 다른 곡

Arijit Singh →

관련 가사