Khuda Na Khasta
힌디어

Khuda Na Khasta 가사

장르Pop
길이6:31
원문 언어힌디어
조회수44
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
tukdon ki yeh tasveer hai tukdon mein bhi lekin haseen tehreer hai kehne ko yoon keh leejiye tewar bhari se badnuma yeh zanjeer hai yeh zindagi jua hai kisko yakeen hua hai baaziyan na munasib kahin badh jaaye na ik tarfa safar ke, lab pe yehi dua hai kahin na ganwara mod koi mud jaaye na khuda na khasta khuda na khasta kudaya khair kare khuda na khasta ik haath mein sau haath hai aur doosre mein ranjishein hain, jazbaat hain na jaane kyun iske liye kohraam mein kuchh itminaan si baat hai yeh zindagi dhuaan hai kisne ise chhua hai titliyon ki tarah shokh hai, udd jaaye na ek tarfa safar ke, lab pe yehi dua hai kahin na ganwara mod koi mud jaaye na khuda na khasta khuda na khasta kudaya khair kare khuda na khasta oh jeene ko jo aashiyana biyabaan hai oh palta ussi aashiyaane mein toofan hai saaiyaan, saaiyaan itni silvatein maazi mein padi jeene ki wajah unse thi badi o zaaya baat kyun shikwon mein karein adhoori hasratein dar pe hain khadi oh yeh zindagi nasha hai takleef mein maza hai iski fitrat mein hi jung hai, chhid jaaye na ik tarfa safar ke, lab pe yehi dua hai kahin na ganwara mod koi mud jaaye na khuda na khasta khuda na khasta kudaya khair kare khuda na khasta khuda na khasta khuda na khasta kudaya khair kare khuda na khasta

Arijit Singh의 다른 곡

Arijit Singh →

관련 가사