Tumhein Mohabbat Hai
힌디어

Tumhein Mohabbat Hai 가사

장르Pop
길이3:22
원문 언어힌디어
조회수43
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
teri aankhon mein jhaankane wala tere honthon pe kaanpne wala teri baaton mein bolne wala baal raaton mein kholne wala garam saanson mein ghul raha hai jo woh akele mein mil raha jo khwab mein aake pyaar karta hai roz sau baar tumpe marta hai khwab mein aake pyaar karta hai roz sau baar tumpe marta hai khinch ke bajuon mein lele jo kaan ki vaaliyon se khele jo haq jatata hai jo sabhi tumpe puchhna chahta hoon main tumse haq jatata hai jo sabhi tumpe puchhna chahta hoon main tumse kaun hai kaisa kaun hai kaisa kaisa dikhta hai kaun hai kaisa kaisa dikhta hai jaanta hoon ke nahi main woh nahi main woh nahi woh ki jis se tumhein mohabbat hai tumhein mohabbat hai

Arijit Singh의 다른 곡

Arijit Singh →

관련 가사