Vida Karo (feat. Jonita Gandhi)
힌디어

Vida Karo (feat. Jonita Gandhi) 가사

장르Pop
원문 언어힌디어
조회수126
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
mainu vida karo mainu vida karo ji ab vida karo mere yaara mainu vida karo mainu vida karo ji maine jaana hai us paar tum sabhi saaf sahi hoon matmela main tum sabhi paak magar paap ka dariya main mainu vida karo mainu vida karo ji ab vida karo mere yaar jhooth bhala kyon bologe tum sab sach kehte ho meri nahi hai duniya jismein tum sab rahte ho saath tumhare aur rahoon main mera toh mann tha sach hai yahaan pe jo bhi bura tha mere kaaran tha mainu vida karo mainu vida karo ji ab vida karo mere yaar mere sar pe sari tohmat tum dhar dena main toh main hoon rooh bhi meri paagal kar dena tum khush rahna sab kuchh sahna mujhko aata hai toote taare ka dharti se kaisa naata hai mainu vida karo mainu vida karo ji ab vida karo mere yaara mainu vida karo mainu vida karo ji maine jaana hai us paar tum sabhi saaf sahi (saaf sahi) hoon matmela main tum sabhi paak magar (paak magar) paap ka dariya mein mainu vida karo mainu vida karo ji ab vida karo mere yaar

Arijit Singh의 다른 곡

Arijit Singh →

관련 가사