Yeh Ishq Hai
힌디어

Yeh Ishq Hai 가사

장르Pop
길이3:15
원문 언어힌디어
조회수172
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Yeh Ishq Hai Yeh Ishq Hai Yeh Ishq Hai Yeh Ishq Hai Sufi Ke Sulfe Ki Lau Utt Ke Kehti Hai Aathish Ye Bujhke Bhi Jalte hi Rehti Hai Yeh Ishq Hai Yeh Ishq Hai Yeh Ishq Hai Yeh Ishq Hai Sufi Ke Sulfe Ki Lau Utt Ke Kehti Hai Aathish Ye Bujhke Bhi Jalte hi Rehti Hai Yeh Ishq Hai Yeh Ishq Hai Saahil Pe Sar Rakh Ke Dariyaa Hai Soyaa Hai Sadiyon Se Behtha Hai Aankhon Ne Boyaa Hai Yeh Ishq Hai Re Yeh Ishq Hai Yeh Ishq Hai Re Yeh Ishq Hai Thanhaayi Dhuntha Hai Parchaayi Buntha Hai Resham Si Nazron Ko Aankhon Se Suntha Hai Yeh Ishq Hai Yeh Ishq Hai Yeh Ishq Hai Sufi Ke Sulfe Ki Lau Utti Allaah Hu Allaah Hu Allaah Hu Allaah Hu Allaah Hu Allaah Hu Sufi Ke Sulfe Ki Lau Utti Allaah Hu Jalte Hi Rehnaa Hai Baakki Na Main Naa Tu Yeh Ishq Hai Re Yeh Ishq Hai Bekhud Sa Rehtha Hai Yeh Kaisa Sufi Hai Jaage Toh Tabrizi Bole Toh Rumi Hai Yeh Ishq Hai Yeh Ishq Hai Yeh Ishq Hai

Arijit Singh의 다른 곡

Arijit Singh →

관련 가사