Jab Tak
힌디어

Jab Tak 가사

장르Pop
길이3:31
원문 언어힌디어
조회수362
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Jab tak tujhe pyar se Beinteha main bhar na doon Jab tak main duaaoon sa Sau dafa tujhe padh na loon Haan mere paas tum raho Jaane ki baat na karo Mere saath tum raho Jaane ki baat na karo Wo Tum aa gaye baazuon mein mere Sau savere liye Sau savere liye Haan baadalon se utaara gaya Tumko mere liye Sirf mere liye Jab tak meri ungliyan Tere baalon se kuch keh na le Jab tak teri lehar mein Khwahishein meri beh na le Haan mere paas tum raho Jaane ki baat na karo Mere sath tum raho Jaane ki baat na karo Wo

Armaan Malik의 다른 곡

Armaan Malik →

관련 가사