Abb Ke Baras Bhej Bhaiyya Ko Babul
EO

Abb Ke Baras Bhej Bhaiyya Ko Babul 가사

장르Pop
길이3:17
원문 언어EO
조회수512
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

EO
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Abb ke baras bhej bhaiyya ko babul, sawan me lijo bulay re lautengi jab mere bachapan ki sakhiya, dijo sandesa bhijay re anbuwa tale fir se jhule padenge, rimjhim padengi puhare lautengi fir tere aangan me babul sawan ki thhandi bahare chhalake nayan mora kasake re jiyara, bachapan ki jab yad aaye re bairan jawani ne chhine khilaune, aaur meree gudiya churayi babul thi mai tere najo ki pali phir kyun huyi mai parayi bite re jug koyi chithhiya naa pati, naa koyi naihar se aaye re

Asha Bhosle의 다른 곡

Asha Bhosle →

관련 가사