Aisi Aankhen Nahin Dekhi
MS

Aisi Aankhen Nahin Dekhi 가사

장르Pop
길이3:56
원문 언어MS
조회수598
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

MS
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
--MALE-- Hm hm hm hm hm, hm hm hm hm hm hm hm - 2 Aisi aankhen nahin dekhi --FEMALE-- Aah aah aah aah aah, aah aah --MALE-- Aisi aankhen nahin dekhi, aisa kaajal nahin dekha Aisa jalwa nahin dekha, aisa chehra nahin dekha Jab yeh daaman ki hawa de, aag jungle mein laga de Jab yeh saheraaon mein jaaye, ret mein phool khilaaye Hm hm hm hm hm, hm hm hm hm hm hm hm - 2 --FEMALE-- Aisi duniya nahin dekhi, aisa manzar nahin dekha Aisa aalam nahin dekha, aisa dilbar nahin dekha --MALE-- Uske kangan ka khalakna jaise bulbul ka chahekna Uski paazeb ki chham chham jaise barsaat ka mausam --FEMALE-- Mm mm mm mm mm, la la la la la la la la --MALE-- Hm hm hm hm hm, hm hm hm hm hm hm hm --FEMALE-- Aisa saawan nahin dekha, aisi baarish nahin dekhi Aisi rimjhim nahin dekhi, aisi khwaahish nahin dekhi --MALE-- Uski bebaaq si baatein jaise sardi ki ho raatein Uff yeh tanhaai-e-masti jaise toofaan mein kashti Hm hm hm hm hm, la la la la la la la la --FEMALE-- Aah aah aah aah aah aah, la la la la la la la la --MALE-- Meethi koyal si hai boli jaise geeton ki rangoli Surkh gaalon pe paseena jaise phaagun ka maheena Aisi aankhen nahin dekhi --FEMALE-- La la la la la la la la la --MALE-- Aisa kaajal nahin dekha --FEMALE-- Hm hm hm hm hm hm hm hm hm --MALE-- Aisa jalwa nahin dekha --FEMALE-- La la la la la la la la la --MALE-- Aisa chehra nahin dekha --FEMALE-- La la la la la la la la la

Asha Bhosle의 다른 곡

Asha Bhosle →

관련 가사