Chha Gaye Badal Nil Gagan Par
MS

Chha Gaye Badal Nil Gagan Par 가사

장르Pop
길이4:12
원문 언어MS
조회수286
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

MS
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
chha gaye badal nil gagan par, ghul gaya kajara sanjh dhale chha gaye badal nil gagan par, ghul gaya kajara sanjh dhale dekh key meraa mann bechain , rain se pehle ho gayee rain aaj hriday key swapna phale, ghul gaya kajara sanjh dhale rup kee sangat aur ekant , aaj bhatakta mann hai shant keh do samay se thamke chale, ghul gaya kajara sanjh dhale chha gaye badal nil gagan par, ghul gaya kajara sanjh dhale andhiyaro kee chadar tan , ek honge do vyakul pran aaj naa koyee dip jale, ghul gaya kajara sanjh dhale chha gaye badal nil gagan par, ghul gaya kajara sanjh dhale

Asha Bhosle의 다른 곡

Asha Bhosle →

관련 가사