Jaagi Hui Fizayein
SQ

Jaagi Hui Fizayein 가사

장르Pop
길이3:56
원문 언어SQ
조회수611
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

SQ
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Jaagi hui fizayein hain tere liye mere liye Gaati hui hawayein hain tere liye mere liye Phoolon mein taazgi si hai raahon mein roshani si hai Din mein bhi chaandni si hai mere sanam Tere liye mere liye Jaagi hui fizayein hain tere liye mere liye Gaati hui hawayein hain tere liye mere liye Phoolon mein taazgi si hai raahon mein roshani si hai Din mein bhi chaandni si hai mere sanam Tere liye mere liye Jaagi hui fizayein hain tere liye mere liye Gaati hui hawayein hain tere liye mere liye Laayi hai kaisi khushi Tere mere pehle pehle pyaar mein khoyi khoyi zindagi Laayi hai kaisi khushi Tere mere pehle pehle pyaar mein khoyi khoyi zindagi Kab aisa tha samaa kab thi ye dilkashi Kaliyon ki chunari dhalki hai lehron se masti chhalki hai Sapnon ki duniya jhalki hai mere sanam Tere liye mere liye Jaagi hui fizayein hain tere liye mere liye Gaati hui hawayein hain tere liye mere liye Sunte hain ye vaadiyaan Dheere dheere haule haule kehte hain do dil daastaan Sunte hain ye vaadiyaan Dheere dheere haule haule kehte hain do dil daastaan Hai jaise tham gaya mausam ka karvaan Bhanvre jo gungunaate hain jhonke so sansanaate Kuchh saar jhanjhanaate hain mere sanam Tere liye mere liye Jaagi hui fizayein hain tere liye mere liye Gaati hui hawayein hain tere liye mere liye Phoolon mein taazgi si hai raahon mein roshani si hai Din mein bhi chaandni si hai mere sanam Tere liye mere liye Jaagi hui fizayein hain tere liye mere liye Gaati hui hawayein hain tere liye

Asha Bhosle의 다른 곡

Asha Bhosle →

관련 가사