Kahin Kahin Se Har Chehra
MS

Kahin Kahin Se Har Chehra 가사

장르Pop
길이5:10
원문 언어MS
조회수2.5K
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

MS
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
--FEMALE 1-- Kahin kahin se har chehra - 2 Tum jaisa lagta hai Tumko bhool na paayenge hum Aisa lagta hai, aisa lagta hai Oh ho, oh oh, oh ho ho ho, oh --MALE-- Aisa bhi ek rang hai, mm mm mm, oh oh Aisa bhi ek rang hai Jo karta hai baatein bhi Jo bhi isko pehn le Voh apna sa lagta hai Tumko bhool na paayenge hum Aisa lagta hai Kahin kahin se har chehra Tum jaisa lagta hai Tumko bhool na paayenge hum Aisa lagta hai, aisa lagta hai --FEMALE 2-- Sa sa sa ga ga ga ga pa pa pa, aah - 2 Re re re re re ma Ma pa ga, ga ma re, re ga sa Aur to sab kuch theek hai lekin - 2 Kabhi kabhi yunhi chalta phirta shaher Achaanak, achaanak tanha lagta hai Tumko bhool na paayenge hum Aisa lagta hai Kahin kahin se har chehra Tum jaisa lagta hai Tumko bhool na paayenge hum Aisa lagta hai, aisa lagta hai --FEMALE 1-- Abhi yun milte hain humse phool chameli Jaise inse apna koi - 2 Rishta lagta hai Tumko bhool na paayenge hum Aisa lagta hai Kahin kahin se har chehra Tum jaisa lagta hai Tumko bhool na paayenge hum Aisa lagta hai, aisa lagta hai Oh ho, aah aah aah, oh ho ho ho ho, oh Oh oh, aah aah aah aah

Asha Bhosle의 다른 곡

Asha Bhosle →

관련 가사