O Meri Bahna Pahanau Tujhko Gahna
ET

O Meri Bahna Pahanau Tujhko Gahna 가사

장르Pop
길이4:39
원문 언어ET
조회수481
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

ET
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
O meri bahna pahanau tujhko gahna tujhe dulhaniya banau aisa dulha dhundh ke lau ho sabhi tarah se sayana par ek aankh se kana na na re bhaiya aisa byaah karu na bhaiya o meri bahana tu kajra dal aankho me tera dulha ek lakho me har bat teri manega, tere dil ko pehachanega waise toh mard hai asali, par dant hain usake nakli na na re bhaiya aisa byaah karu na bhaiya o meri bahana jab ghar se tu jayegi, teri yad bahut aayegi waha pyar milega itna, ham sabko bhul jayegi lekin vishwas hai mujhko, mere janamdivas par bahana tu nishchay hi aayegi o mere bhaiya o meri bahana

Asha Bhosle의 다른 곡

Asha Bhosle →

관련 가사