Paan Khaye Sainyaan Hamaro
GL

Paan Khaye Sainyaan Hamaro 가사

장르Pop
길이4:29
원문 언어GL
조회수390
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

GL
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Paan Khaaye Sainyaan Hamaro saanvali Sooratiya Honth Laal-laal haay-haay Malmal Ka Kurta malmal Ke Kurte Pe Chheent Laal-laal paan Khaaye Sainyaan Hamaaro Hamne Mangaayi Suramedaani le Aaya Zaalim Banaras Ka Zarda apni Hi Duniya Mein Khoya Rahe Wo hamare Dil Ki Na Poochhe Bedarda poochhe Bedarda paan Khaaye Sainyaan Hamaaro hoy-hoy saanvali Sooratiya Honth Laal-laal haay-haay Malmal Ka Kurta malmal Ke Kurte Pe Chheent Laal-laal paan Khaaye Sainyaan Hamaro Bagiya Gun-gun Payal Chhun-chhun chupke Se Aayi Hai Rut Matwali khil Gayi Kaliyaan Duniya Jaane lekin Na Jaane Bagiya Ka Maali bagiya Ka Maali paan Khaaye Sainyaan Hamaaro hoy-hoy saanvali Sooratiya Honth Laal-laal haay-haay Malamal Ka Kurata malmal Ke Kurte Pe Chheent Laal-laal paan Khaaye Sainyaan Hamaaro Kha Ke Gilori Shaam Se Oonghe so Jaaye Wo Deeyaa-baati Se Pahale aangan-ataari Mein Ghabaraai Doloon chori Ke Dar Se Dil Mora Dahale dil Mora Dahale paan Khaaye Sainyaan Hamaaro saanvali Sooratiya Honth Laal-laal haay-haay Malamal Ka Kurata malamal Ke Kurate Pe Chheent Laal-laal paan Khaaye Sainyaan Hamaaro

Asha Bhosle의 다른 곡

Asha Bhosle →

관련 가사