Prit Laga Ke Maine Yeh Phal Paya
SQ

Prit Laga Ke Maine Yeh Phal Paya 가사

장르Pop
길이3:04
원문 언어SQ
조회수212
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

SQ
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Prit laga ke maine yeh phal paya, sud budh khoyi chain gawanya tum ne mujhse pyar kiya tha, ulfat ka iqarar kiya tha apna banake pahele ye bisaraya, prit ka wada khub nibhaya aa ke jo dekhen tu dukh mere, kya na bahenge aansu tere dukh de mujhko, tune kya sukh paya, tujhko bedardi reham na aaya ek jhalak phir se dikhla de, khwab mein aakar itna bata de jyot bujha kar in nayano ki, kiske man ka dip jalaya prit laga ke maine yeh phal paya, sud budh khoyi chain gawanya

Asha Bhosle의 다른 곡

Asha Bhosle →

관련 가사