Koi Aa Raha Paas Hai
힌디어

Koi Aa Raha Paas Hai 가사

장르Pop
길이4:47
원문 언어힌디어
조회수24
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
ek ajnabi si pyaas hai ye jo naya ehsaas hai koi aa raha koi aa raha paas hai koi aa raha paas hai har subah hai makhmali har shaam rui si hai har din gulab sa raat sui si hai usme baat kuch khaas hai woh khwabon ki ardaas hai koi aa raha koi aa raha hai haseen sang uske har khushi sang uske usi ke rangon me doobe har pal hain kayi rang uske badi khoobsoorat khaas hai woh khushiyon ka libaas hai koi aa raha

Clinton Cerejo의 다른 곡

Clinton Cerejo →

관련 가사