Raat Abhi Baaki Hai
MS

Raat Abhi Baaki Hai 가사

장르Classico
길이3:20
원문 언어MS
조회수351
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

MS
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
aat abhi baaki hai, raat abhi baaki hai dil ko qaraar aayaa nahi(n), chhed de haaye woh naghma; tu ne jo gaayaa nahi(n)… raat abhi baaki hai………1 nas nas mein bas gaye woh, aansoo mein woh samaaye; tum hi kaho ke zaalim, neend abhi kis ko aaye; chaaro(n) taraf khushee ke saamaan juthey hay [pl note this verse is amended] raat abhi baaki hai, raat abhi baaki hai………….2 shabnami aankho(n) mein dil hay, aur hum teri aaghosh mein; zindagi ek geet ban ke, aa gayee aaghosh mein; jo mujhe kehni hai tum se, who baat abhi baaki hai; raat abhi baaki hai, raat abhi baaki hai…

Geeta Dutt의 다른 곡

Geeta Dutt →

관련 가사