Yaadon Ki Baaraat Chali Hai
YO

Yaadon Ki Baaraat Chali Hai 가사

장르Pop
길이5:41
원문 언어YO
조회수766
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

YO
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
yaadon ki baaraat chali hai aa bhi jaao raat chali hai zabt ka daaman chhuta aise aankhon se barasaat chali hai kahate hain phir laut na aana kuchh to aage baat chali hai wo jis raste se bhi guzare saari duniya saath chali hai kaash wo aur abhi ruk jaayein baat adhuuri raat chali hai

Ghulam Ali의 다른 곡

Ghulam Ali →

관련 가사