Dilruba dilruba
ET

Dilruba dilruba 가사

장르World Music
길이4:23
원문 언어ET
조회수312
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

ET
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
aa bhi ja dilruba- 2 seene main bhi toofan hain dariya main bhi toofan hain is paar mera dil hain us paar meri jaan hai aai ishq mujhe le chal - 3 majdhar ki raahon se kashti ko nikalna hain kitni bhi padi mushkil milna hain to milna hain najuk hain bahut yeh pal - 2 aaih ishq mujhe le chal aa bhi ja dilruba maana ki dilon par hain pabandi jamane ki deti hain khabar phir bhi dhadkan tere aane ki dil main hai ajab hulchul - 2 dil ishq main hain pagal aa bhi ja dilruba gunji hain fazaoon main aawa mohabbat ki -2 dhal jaye kisi surat yeh raat qayamat ki -2 har saans lage bojhal - 2 dil ishq main hain pagal seene main bhi toofan hain dariya main bhi toofan hain is paar mera dil hain us paar meri ja

Hariharan의 다른 곡

Hariharan →

관련 가사