Mastana Albela Sirf Ek Tu Hai
EO

Mastana Albela Sirf Ek Tu Hai 가사

장르World Music
길이36:12
원문 언어EO
조회수381
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

EO
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Mastana Albela Sirf Ek Tu Hai Laakhon Mein Akela Mastana Albela Sirf Ek Tu Hai Laakhon Mein Akela Mastana Albela Sirf Ek Tu Hai Laakhon Mein Akela Humko Aisa Laga Jab Hame Tu Mila Surmiye Raat Mein Chand Jaise Kila Tere Charon Taraf Hai Laga Sitaron Ka Yeh Mela Sitaron Ka Yeh Mela Bhola Hai Sada Hai Tu Koyi Shehzaada Hai Hum Tujhko Chahenge Apna To Yeh Vaada Hai Gham Ho Chhaye Khushi Keh Rahi Zindagi Tujh Pe Qurbaan Hai Apni Jaan Deewane Muskura De Deewane Muskura De Deewane Muskura De Aankhon Mein Sapne Hai Anjani Yeh Raatein Hai Tum Se Woh Kehni Hai Is Dil Mein Jo Baaten Hai Tu Shararat Kare Hum Se Jagda Kare Phir Bhi Hum To Tujhe Apna Maane Yeh Raaz Tune Jaane Yeh Raaz Tune Jaane Yeh Raaz Tune Jaane Lambhi Umr Ki Hum Tujko Duaen De Chume Tera Maatha Teri Balaye Le Mamta Ke Aanchal Mein Tujhko Sulaye Gaye Tujhse To Hai Koyi Naata Lage Tu Hame Pyaara Tu Sab Se Hai Nyaara Hamara Tu Sahara Mastana Albela Sirf Ek Tu Hai Laakhon Mein Akela Mastana Albela Sirf Ek Tu Hai Laakhon Mein Akela Humko Aisa Laga Jab Hame Tu Mila Surmiye Raat Mein Chand Jaise Kila Tere Charon Taraf Hai Laga Sitaron Ka Yeh Mela Sitaron Ka Yeh Mela Sitaron Ka Yeh Mela

Hariharan의 다른 곡

Hariharan →

관련 가사