Phoolon Mein Khushboo Hai
EO

Phoolon Mein Khushboo Hai 가사

장르World Music
길이3:53
원문 언어EO
조회수326
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

EO
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Phoolon Mein Khushboo Hai, Is Dil Mein Ek Tu Hai, Janmon Ke Saathi, Hum Saath Saath Hain, Nainon Mein Jyoti Hai, Seepi Mein Moti Hai, Janmon Ke Saathi, Hum Saath Saath Hain... Jaise Hanson Ke Sung Hansini, Jaise Chanda Mein Hai Chandni, Jaise Kaviyon Ki Ho Bhavana, Jaise Man Mein Koi Kamana, Diya Aur Baati, Hum Saath Saath Hain, Janmon Ke Saathi, Hum Saath Saath Hain... Jaise Aankhon Mein Ho Shokhiyan, Jaise Hothon Pe Ho Surkhiyan, Jaise Saawan Mein Jhoome Jiya, Jaise Sajni Ke Sung Ho Piya, Diya Aur Baati, Hum Saath Saath Hain, Janmon Ke Saathi, Hum Saath Saath Hain...

Hariharan의 다른 곡

Hariharan →

관련 가사