Tu Achha Lagta Hai
MS

Tu Achha Lagta Hai 가사

장르World Music
길이5:18
원문 언어MS
조회수457
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

MS
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
--MALE-- Ho, kabhi meethi lagti hai, kabhi khatti lagti hai Kabhi meethi lagti hai, kabhi khatti lagti hai Jaisi bhi hai tu mujhko haaye achhi lagti hai Kabhi kabhi meethi lagti hai Kabhi kabhi khatti lagti hai Kabhi kabhi meethi lagti hai --FEMALE-- Ho, kabhi jhootha lagta hai, kabhi sachcha lagta hai Kabhi jhootha lagta hai, sachcha lagta hai Jaisa bhi hai tu mujhko haaye achha lagta hai (Kabhi kabhi jhootha lagta hai Kabhi kabhi sachcha lagta hai Kabhi kabhi jhootha lagta hai, haaye) - 2 Mm mm mm, haan aah (Kabhi main yeh sochoon, chhooke tujhe dekhoon Sach hai ya koi sapna) - 2 --MALE-- Sach hoon ke sapna hoon, main tera apna hoon O sanam, teri kasam, mera aitbaar tu kar le --FEMALE-- Main barkha, tu baadal, meri aankhon ka kaajal Tu jahan, main bhi vahan, teri jaan main, meri jaan tu --MALE-- Ho, kabhi meethi lagti hai, kabhi khatti lagti hai --FEMALE-- Ho ho oh kabhi jhootha lagta hai, sacha lagta hai Jaisa bhi hai tu mujhko haaye achha lagta hai --MALE-- Oh, kabhi lage morni si, kabhi lage chorni si Tujhko pukaaroon kis naam se --FEMALE-- Oh, kar de tu ek ishaara, main daudi aaoon yaara Chhaaon dhoop, mera rang roop tere pyaar se hai judaa --MALE-- Aa sab ko chhodke aaja, har bandhan todke aaja Saath saath rahe sang sang ek dusre ke dil mein Oh, kabhi meethi lagti hai, kabhi khatti lagti hai --FEMALE-- Kabhi jhootha lagta hai, sachcha lagta hai Jaisa bhi hai tu mujhko haaye achha lagta hai --MALE-- Kabhi kabhi meethi lagti hai Kabhi kabhi khatti lagti hai Kabhi kabhi meethi lagti hai --FEMALE-- Kabhi kabhi jhootha lagta hai Kabhi kabhi sachcha lagta hai Kabhi kabhi jhootha lagta hai, haaye

Hariharan의 다른 곡

Hariharan →

관련 가사