Aashiq Banaya Aapne
힌디어

Aashiq Banaya Aapne 가사

장르Pop
길이5:00
원문 언어힌디어
조회수269
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
aashiq banaya, aashiq banaya, aashiq banaya aapne aashiq banaya, aashiq banaya, aashiq banaya aapne tere bin sooni sooni hain baahein teri bin pyaasi pyaasi nigahein tere bin, bin asar meri aahein tere bin tere bin sooni sooni hain baahein teri bin pyaasi pyaasi nigahein tere bin, bin asar meri aahein tere bin aashiq banaya, aashiq banaaya, aashiq banaya aapne aashiq banaya, aashiq banaya, aashiq banaya aapne tere bin lamha lamha sataaye tere bin beqaraari jalaaye tere bin chain mujhko na aaye tere bin tere bin lamha lamha sataaye tere bin beqaraari jalaaye tere bin chain mujhko na aaye tere bin meri nigaahon mein tera chehra ravaan hai gehre hain armaan jaan-e-jaan paagal sama hai meri nigaahon mein tera chehra ravaan hai gehre hain armaan jaan-e-jaan paagal sama hai apni daayare se main to chhootne lagi hoon tere baazuon mein aake tootne lagi hoon apni daayare se main to chhootne lagi hoon tere baazuon mein aake tootne lagi hoon tere bin jeena naee hai gawaara tere bin dil ka naee hai guzaara tere bin kaun apna sahaara tere bin aashiq banaya, aashiq banaya, aashiq banaya aapne bechainiyon ka, faaslon ka silsila hai dard-e-jigar ka ye sabab humko mila hai bechainiyon ka, faaslon ka silsila hai dard-e-jigar ka ye sabab humko mila hai betaabiyon ne humko choor kar diya hai paas aane pe majboor kar diya hai betaabiyon ne humko choor kar diya hai paas aane pe majboor kar diya hai tere bin raat kat-ti nahi hai tere bin pyaas mit-ti nahi hai tere bin doori ghat-ti nahi hai tere bin aashiq banaya, aashiq banaya, aashiq banaya aapne aashiq banaya, aashiq banaya, aashiq banaya aapne tere bin sooni sooni hain baahein teri bin pyaasi pyaasi nigaahein tere bin, bin asar meri aahein tere bin tere bin lamha lamha sataaye tere bin beqaraari jalaaye tere bin chain mujhko na aaye tere bin

Himesh Reshammiya의 다른 곡

Himesh Reshammiya →

관련 가사