UFF! (feat. Katrina Kaif)
MS

UFF! (feat. Katrina Kaif) 가사

길이3:31
원문 언어MS
조회수1.3K
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

MS
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Uff mere dil mein thodi khaali si jagah thi Tune aake bin kiraaye ye jagah li Kuch keh bhi na saki, ye kaisi bebasi Yun chupke chupke aaya bin bulaya mehmaan Uff mere dil mein thodi khaali si jagah thi Humko na khabar kab kaise aaya wo (oo oo) Dil se khus-phus kya farmaya wo (oo oo) Humko na khabar kab kaise aaya wo (oo oo) Dil se khus-phus kya farmaya wo (oo oo) Ho ho Uff mere dil mein thodi khaali si jagah thi Uff tune aake bin kiraye ye jagah li Kuch keh bhi na saki, ye kaisi bebasi Yun chupke chupke aaya bin bulaya mehmaan Uff. Mere dil mein thodi. Uff Mere dil mein uff uff Mere dil mein thodi khaali si jagah thi Yeah hey ttu ru ttu Kya kya karaogi khwabon mein humse (Khwabon mein humse) Badloon main rang kitne khamkha Uda uda ban ke gubbara Mera dil buddhu bechara Haule haule tune pukaara Jahaan bhi wahaan ye jaaye Chalo chalo yun aankhein meeche Dheere dheere ye tere peeche Zara zara ye kheenche kheenche Dekho na dekho Humko na khabar kab kaise aaya wo (oo oo) Dil se khus-phus kya farmaya wo (oo oo) Humko na khabar kab kaise aaya wo (oo oo) Dil se khus-phus kya farmaya wo (oo oo) Kehne ko toh (hey) Teri wajah se hai Saara jahaan (hey) Nayi jagah si hai Kehne ko toh (hey) Teri wajah se hai Saara jahaan (hey) Nayi jagah si hai Sabko khabar aur sabko pata bhi hai Yeh jo hua Dekho abhi toh chhodo. Tum bhi ye bahana toh Dil ke badle dil nazraana do (oo oo) Humko na khabar kab kaise aaya woh (oo oo) Dil se khus-phus kya farmaaya woh (oo oo) Uff mere dil mein thodi khaali si jagah thi Tune aake bin kiraye ye jagah li Kuch keh bhi na saki, ye kaisi bebasi Yun chupke chupke aaya bin bulaya mehmaan Uff mere dil mein thodi khaali si jagah thi Humko na khabar kab kaise aaya wo (oo oo) Dil se khus-phus kya farmaya wo (oo oo) Humko na khabar kab kaise aaya wo (oo oo) Dil se khus-phus kya farmaya wo (oo oo) Uff mere dil mein thodi khaali si jagah thi Uff mere dil mein thodi khaali si jagah thi

Hrithik Roshan의 다른 곡

Hrithik Roshan →

관련 가사