Gham Ka Khazana Tera Bhi Hai Mera Bhi
YO

Gham Ka Khazana Tera Bhi Hai Mera Bhi 가사

장르World Music
길이5:17
원문 언어YO
조회수108
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

YO
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Jagjit: Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi (2) Both: Yeh nazarana tera bhi hai mera bhi Lata: Apne gham ka geet bana kar gaa lena (2) Raag puraana tera bhi hai mera bhi (2) Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi Jagjit: Tu mujhko aur main tujhko samjhaaoon kya Lata: Tu mujhko aur main tujhko samjhaaoon kya Jagjit: Dil deewana tera bhi hai mera bhi Lata: Dil deewana tera bhi hai mera bhi Both: Lyrics www.allthelyrics.com/lyrics/jagjit_singh/ Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi Lata: Shahar mein galiyon galiyon jiska charcha hai (2) Woh afsaana tera bhi hai mera bhi Jagjit: Maikhane ki baat na kar waiz mujhse (2) Aana jaana tera bhi hai mera bhi Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi Lata: Yeh nazarana tera bhi hai mera bhi Both: Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi

Jagjit Singh의 다른 곡

Jagjit Singh →

관련 가사