Mahia
SQ

Mahia 가사

장르Pop
길이5:00
원문 언어SQ
조회수382
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

SQ
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
mahiya lele dard saare dede khushiya mahiya jee le zindagi ka har pal apana aa~ ho jab aankh khuli anjaan tha apane andar gumnaam tha nayi duniya ke naye log mile iss duniya mein tera pyar na tha mere dil gata jaa na kar tu intejaar kabhi aayega woh yaar jiska tha intejaar tu hi gaata ja aur chhed saare taar kabhi aayega woh yaar jiska tha intejaar mahiya lele dard saare dede khushiya mahiya jee le zindagi ka har pal apana dukh sukh mere ban jaate hai jab gam mere agar baatein koi har dard mujhe bhul jata hai jab yaar ho mere saath sabhi mere har pal ki hai ek nayi dastaan ek nayi hai subaha ek naya asmaan thodi masti hai thoda dil deewana nahi dil hai ab mera koi veerana dil dhadka nahi hai rukta nahi anjaani raahon par chalta hai jaana ek din hai iss duniya se jee le pal do pal ham yeh zindagi mere dil gata jaa tu kar na intejaar kabhi aayega woh yaar jiska tha intejaar tu hi gaata ja aur jod saare taar kabhi aayega woh yaar jiska tha intejaar mahiya haa aaa

Jal의 다른 곡

Jal →

관련 가사