Rabba Janda
힌디어

Rabba Janda 가사

장르Alternativo Indie
길이3:04
원문 언어힌디어
조회수256
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Ki rabba janda, rabba jaanda Tainu kitni mohobata dil karda Ki rabba janda rabba janda Tainu kitni mohobata dil karda Tere vajon jee nahi lagda Rog ye laga ishq da Har dua mein tainu mangda Ke rabba janda rabba janda Tainu kitni mohobbata dil karda Ishq ye kaise hota hai Rang ye kaise khilte hai Dekhu ye teri in aankhon mein Chandni ye kya hoti hai Deep ye jalte kaise hai Dekhu ye teri in aankhon mein Ho naa jane kab din chadh da Kuch bhi pata nahi chal da Har dua mein tainu mangda Ke rabba jaanda, rabba janda Tenu kitni mohobbata dil karda Dekh duniya meri ankhiyon se Main rakhala pehnu palko pe Ek umar ka sauda na kariye Waade kar du saato janmo ke Oh rabba janda, rabba janda Tainu kitni mohobata dil karda

Jubin Nautiyal의 다른 곡

Jubin Nautiyal →

관련 가사