Tu Jo Mila / Raabta
MS

Tu Jo Mila / Raabta 가사

장르Alternativo Indie
길이5:15
원문 언어MS
조회수771
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

MS
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Aashiyaana mera saath tere hai na Dhoondte teri gali mujhko ghar mila Aab-o-daana mera haath tere hai na Dhoondte tera khuda mujhko rab mila Tu jo mila Tu jo mila Meharbaani jaate-jaate mujhpe kar gaya Guzarta saa lamha ek daaman bhar gaya Tera nazaara mila, roshan sitaara mila Kehte hain khuda ne is jahan me sabhi ke liye Kisi na kisi ko hai banaaya har kisi ke liye Tera milna hai uss rab ka ishaara Maano mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liye Kuch toh hai tujh se raabta Kuch toh hai tujh se raabta Kaise hum jaane humein kya pataa Kyunki tu dhadkan main dil Tu jo mila Tu jo mila Rooth jaana tera Maan jaana mera Dhoondhte teri hansi Mill gayi khushi Raah hoon main teri Rooh hai tu meri Dhoondhte tere nishaan Mill gayi khudi Meharbaani jaate-jaate mujhpe kar gaya Guzarta saa lamha ek daaman bhar gaya Tera nazaara mila, roshan sitaara mila Tu jo mila, lo ho gaya main qaabil Tu jo mila, toh ho gaya sab haasil haan! Kyunki tu dhadkan main dil Tu jo mila Tu humsafar hai Phir kya fikar hai Jeene ki wajah yehi hai Marna issi ke liye Kuch toh hai tujh se raabta Kuch toh hai tujh se raabta Kaise hum jaane humein kya pata

Jubin Nautiyal의 다른 곡

Jubin Nautiyal →

관련 가사