원문 가사
ID번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
peharaa hai yaadon kaa peharaa hai chaaron taraf hi mere
todu main kaise inhe todu main bandhan bandhe hai tere
tere bin hai jindagi meri koi kami kami
hoti hai mehsus pal pal teri ab kami
kismat mein tu nahi shaayad
ye bhi mujhe pataa hai
ye baat kuch aur hai ki dil tujhako dhundhataa hai
samjhaanaa hai khudako yahi agar tu nahi to yaade sahi
dil keh rahaa dhadkungaa main aur tere waasate tadpungaa main
jaanam meri jaanam - 4