Kitne Door Kitne Paas
인도네시아어

Kitne Door Kitne Paas 가사

장르Alternativo Indie
길이3:56
원문 언어인도네시아어
조회수333
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

ID
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
--MALE-- Idhar bhi, udhar bhi Yahan bhi, vahan bhi --FEMALE-- Idhar bhi, udhar bhi Yahan bhi, vahan bhi --MALE-- Dono taraf lagi yeh aag Dono taraf jagi yeh pyaas Hum tum --FEMALE-- Hum tum --MALE-- Hum tum kitne door door door, kitne paas --FEMALE-- Kitne door, kitne paas --MALE-- Door door, paas paas --FEMALE-- Idhar bhi, udhar bhi Yahan bhi, vahan bhi (Pyaar ke raste aise jaise bhool bhulaiyya Kachche dhaage se tum humko baandh lo saiyya) - 2 --MALE-- Dil chaahe ek dusre ki thaam le baiyya - 2 Hum dono kho jaayenge, hota hai aisa ehsaas - 2 --FEMALE-- Hum tum --MALE-- Hum tum --FEMALE-- Hum tum kitne door door door, kitne paas --MALE-- Kitne door, kitne paas --FEMALE-- Door door, paas paas --MALE-- Idhar bhi, udhar bhi Yahan bhi, vahan bhi Yahan vahan kya saat samandar paar nahin milta Logon ko rab mil jaata hai, yaar nahin milta Ho, yahan vahan kya saat samandar paar nahin milta Logon ko rab mil jaata hai, yaar nahin milta --FEMALE-- Is duniya mein sab ko aisa pyaar nahin milta - 2 Jinko milta hai yeh pyaar, hote hai voh dil kuch khaas - 2 --MALE-- Hum tum --FEMALE-- Hum tum --MALE-- Hum tum kitne door door door, kitne paas --FEMALE-- Kitne door, kitne paas --MALE-- Door door, paas paas --FEMALE-- Idhar bhi, udhar bhi Yahan bhi, vahan bhi --MALE-- Dono taraf lagi yeh aag Dono taraf lagi yeh pyaas --FEMALE-- Hum tum --MALE-- Hum tum --FEMALE-- Hum tum kitne door door door, kitne paas --MALE-- Kitne door, kitne paas --FEMALE-- Door door, paas paas --MALE-- Kitne door --FEMALE-- Kitne paas

Kavita Krishnamurthy의 다른 곡

Kavita Krishnamurthy →

관련 가사