Mr. India
인도네시아어

Mr. India 가사

장르Alternativo Indie
길이7:16
원문 언어인도네시아어
조회수679
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

ID
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Hawa hawaii Awi wiwi wiwi wiwi Hawa hawaii Awi wiwi wiwi wi Chee ho ho honolulu lu lu lu lu, honolulu Hing bekei Hong Kong, King Kong I seenoosi, yusiloosi, hassi tosi, lassi pissi Mombaasa, ping pong Oye oye oye oye oye oye (Aka chiki laaki chiki chiki laaki chu Aka chiki laaki chiki chiki laaki chiki chu) - 2 Main khwaabon ki shehzaadi, main hoon har dil pe chhaayi Ho, main khwaabon ki shehzaadi, main hoon har dil pe chhaayi Baadal hai meri zulfein, bijli meri angdaai Bijli giraane main hoon aayi, ho bijli giraane main hoon aayi Kehte hain mujhko hawa hawaii (Hawa hawaii) - 2 Bijli giraane main hoon aayi, ho bijli giraane main hoon aayi Kehte hain mujhko hawa hawaii (Hawa hawaii) - 2 Samjhe kya ho naadaanon, mujhko bholi na jaano Main hoon saanpon ki rani, kaanta maange na paani Saagar se moti chheenoon, deepak se jyoti chheenoon Patthar se aag laga loon, seene se raat chura loon Haan, chura loon, chura loon, haan chura loon Jinon jo tumne baat chhupaayi, o jaano jo tumne baat chhupaayi Kehte hain mujhko hawa hawaii (Hawa hawaii) - 2 Bijli giraane main hoon aayi Kehte hain mujhko hawa hawaii (Aka chiki laaki chiki chiki laaki chu Raaka chiki laaki chiki chiki laaki chiki chu) - 2 Laayi rangeen afsaane, tu bhi sun le deewaane Aa dil mein halchal kar doon, aa tujhko paagal kar doon Meri aankhon mein jaadu, meri saanson mein khushboo Jab mera yeh tan lachke, jaaye na koi bachke Koi bachke, bachke bachke, haan haan ji bachke Soorat hi maine aisi paayi, ho surat hi maine aisi paayi Kehte hain mujhko hawa hawaii (Hawa hawaii) - 2 Bijli giraane main hoon aayi, ho bijli giraane main hoon aayi Kehte hain mujhko hawa hawaii (Hawa hawaii) - 2 wiwi wiwi wiwi wiwi - Repeat

Kavita Krishnamurthy의 다른 곡

Kavita Krishnamurthy →

관련 가사