Que Sara Sara
CS

Que Sara Sara 가사

장르Alternativo Indie
길이6:19
원문 언어CS
조회수348
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

CS
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
-MALE-- Good evening ladies and gentlemen (Naujawaanon, baat maano Kabhi kisise naa pyaar karna) - 2 --FEMALE-- (Hey, que sera sera sera, jo bhi ho so ho Hamein pyaar ka ho aasara, phir chaahe jo ho) - 2 Pyaar zindagi, pyaar har khushi, Pyaar jisne paaya hai Vohi dil phool jaisa khilaa --MALE-- Pyaar galti hai, pyaar dhoka hai Pyaar galti chaaya hai Dekho phir naa karna gilaa --FEMALE-- Oh, pyaar zindagi, pyaar har khushi, Pyaar jisne paaya hai Vohi dil phool jaisa khilaa --MALE-- Pyaar galti hai, pyaar dhoka hai Pyaar galti chaaya hai Dekho phir naa karna gilaa --FEMALE-- Pyaar hi dhadkanon ki kahani hai Pyaar hai haseen daastan --MALE-- Pyaar ashkon ki ___ nishaani hai Pyaar mein hai chain kahan --FEMALE-- Pyaar ki baat jisne naa maani hai Uski naa to zameen hai naa hai aasman --MALE-- Naujawaanon, baat maano Kabhi kisise naa pyaar karna --FEMALE-- Hey, que sera sera sera, jo bhi ho so ho Hamein pyaar ka ho aasara, phir chaahe jo ho --CHORUS-- Hey, que sera sera sera, jo bhi ho so ho Hamein pyaar ka ho aasara, phir chaahe jo ho --FEMALE-- Oh, pyaar jaise hai purab paschim Pyaar hai uttar dakshin Yahan hai pyaar hi har dishaan --MALE-- Pyaar rog hai, pyaar dard hai Pyaar tode dil ek din Yahi hai pyaar ka silsila --FEMALE-- Pyaar se hi to rangeen jeevan hai Pyaar se hi dil hai jawaan --MALE-- Pyaar kaaton ka jaise koi pann hai Pyaar se hi gham ka samaa --FEMALE-- Pyaar se jaane kyoon tumko uljhan hai Pyaar to saari duniya pe hai maherabaan --MALE-- Naujawaanon - 3 --CHORUS-- (Hey, que sera sera sera, jo bhi ho so ho Hamein pyaar ka ho aasara, phir chaahe jo ho) - 2 --FEMALE-- Aaaa aaaa --MALE-- Na na na na naujawaanon, na na na na, na na na na Na na na na, na na na na... Naujawaanon Na na na na na..... --CHORUS-- Hey, que sera sera sera, jo bhi ho so ho Hamein pyaar ka ho aasara, phir chaahe jo ho Hamein pyaar ka ho aasara, phir chaahe jo ho Hey, que sera sera sera sera, jo bhi ho so ho Hamein pyaar ka ho aasara, phir chaahe jo ho --MALE-- Na na na na na..... --CHORUS-- Pyaar - 13 --MALE-- Okay, okay, okay --FEMALE-- Hamein pyaar ka ho aasara, phir chaahe jo ho - 2 Hey, que sera sera sera sera, jo bhi ho so ho Hamein pyaar ka ho aasara, phir chaahe jo ho Phir chaahe jo ho - 2

Kavita Krishnamurthy의 다른 곡

Kavita Krishnamurthy →

관련 가사