Sari Sari Raat
TL

Sari Sari Raat 가사

길이3:39
원문 언어TL
조회수1.1K
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

TL
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Jo tenu vehkiyaa, saansein gayi tham Sari sari raat soye na hum..sari sari raat soye na hum Jo tenu vehkeyaa, saansein gayi tham Sari sari raat soye na hum..sari sari raat soye na hum Palkaan di chhaavan thandi hawaavan Main mangu duawaan Palkaan di chhaavan thandi hawaavan Main mangu duawaan…oh rabba ve Sari sari raat soye na hum..sari sari raat soye na hum Jo tenu vehkeya saansein gayi tham Sari sari raat soye na hum.. Ik pal mein dil yeh betaabiyon ko..haal-e-tamana kaise bataaye Sau afsaane hain, sau-sau baatein hain. Jaan-e-tamanna kaise sunaaye Pehli mulaqaat pehli yaad…pehli baarish ki fariyad… Sari sari raat soye na hum..sari sari raat soye na hum Jo tenu vehkeya saansein gayi tham Sari sari raat soye na hum.. Gili siyaahi se kore kaagaz par Naam tera hum likha karte thay Furqat mein hum yun aksar baith kar Chaaron deeewaron ko dekha karte the Tum ho sahara, tum ho wafaa Mere labon ki tum ho duaa… Sari sari raat soye na hum..sari sari raat soye na hum Jo tenu vehkeya saansein gayi tham Sari sari raat soye na hum..saari sari raat…

Khiladi 786의 다른 곡

Khiladi 786 →

관련 가사