Koi Humdum Na Raha Koi
FI

Koi Humdum Na Raha Koi 가사

장르World Music
길이4:35
원문 언어FI
조회수183
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

FI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Hey hey hey hey hey hey hey! Koi humdum na raha koi sahara na raha Ham kisi ke na rahe koi hamara na raha Koi humdum na raha koi sahara na raha Shaam tanhaayi ki hai aayegi manzil kaise Jo mujeh raah deekhaye woh taara na raha Koi humdum na raha koi sahara na raha Aye nazaaron na hasso mil na sakunga tumse Woh mere ho na sake main bhi tumhara na raha Koi humdum na raha koi sahara na raha Kya bataaon main kahan yunhi chala jaata hoon Jo mujeh phir se bulah le woh ishaara na raha Koi humdum na raha koi sahara na raha

Kishore Kumar의 다른 곡

Kishore Kumar →

관련 가사