Tum Ho Mera Pyar
이탈리아어

Tum Ho Mera Pyar 가사

장르World Music
길이5:04
원문 언어이탈리아어
조회수1.4K
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

IT
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Jism se rooh tak, hai tumhare nishaan Bann gaye tum meri zindagi Jism se rooh tak, hai tumhare nishaan Bann gaye tum meri zindagi Jab se tum ho mile, jaan-o-dil hai khile Tumse waah basta hai, har khushi Tum ho mera pyar, tumse hai karaar Tumko hi basaaya maine yaadon mein Tumse hai nasha, tumse hai khumaar Tumko hi sajaya maine khwaabon mein Tum ho mera pyar, tumse hai karaar Tumko hi basaaya maine yaadon mein Jab mile nahin thay tum, na thi khushiyan na gham Tum mile to badle zindagi ke yeh mausam Ho sunn raha hai jo dua mera rab hai tujh mein Har jagah tha kuch kam mila mujhe sab tujh mein Raat din dekhna tujhko aadat meri Yun tujhe chaahna hai ibaadat meri Tum ho mera pyar, tumse hai karaar Tumko hi basaaya maine yaadon mein Tumse hai nasha, tumse hai khumaar Tumko hi sajaya maine khwaabon mein Tum ho mera pyar, tumse hai karaar Tumko hi basaaya maine yaadon mein Jism se rooh tak, hai tumhare nishaan Bann gaye tum meri zindagi Aankhein sehra meri, tu hai bheega ik baadal Meri khwaishon mein tu, teri liye main paagal O ho tu hai behti nadi, dooba dooba main sahil Main hoon tujh mein fanaa, tu hi mera hai haasil Jab se tu o sanam, meri baahon mein hai Ik ujaala sa dil, ki panaahon mein hai Tum ho mera pyar, tumse hai karaar Tumko hi basaaya maine yaadon mein Tumse hai nasha, tumse hai khumaar Tumko hi sajaya maine khwaabon mein Tum ho mera pyar, tumse hai karaar Tumko hi basaaya maine yaadon mein Tumse hai nasha, tumse hai khumaar Tumko hi sajaya maine khwaabon mein Tum ho mera pyar, tumse hai karaar Tumko hi basaaya maine yaadon mein Tumse hai nasha, tumse hai khumaar Tumko hi sajaya maine khwaabon mein Tum ho mera pyar, tumse hai karaar Tumko hi basaaya maine yaadon mein Tumse hai nasha, tumse hai khumaar Tumko hi sajaya maine khwaabon mein

kk의 다른 곡

kk →

관련 가사