Ladki Badi Anjani Hai (feat. Alka Yagnik)
힌디어

Ladki Badi Anjani Hai (feat. Alka Yagnik) 가사

장르Pop
길이4:22
원문 언어힌디어
조회수1K
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
ladki badi anjaani hai sapna hai sach hai kahani hai dekho yeh pagli bilkul na badli yeh to wahi deewaani hai lakda badaa anjaana hai sapna hai sach hai fasaana hai ahaa yeh pagla bilkul na badla yeh to wahi deewaana hai paas rehke bhi thi doori jaane kaisi thi majboori waqt woh bhi ajeeb tha jab tu mere kareeb tha kho gayee yeh kis jahan mein main yahan hu dekh to zara lakda badaa anjaana hai sapna hai sach hai fasaana hai dekho yeh pagli bilkul na badli yeh to wahi deewaani hai hmmm, bhid mein bhi thi tanhai yaad har pal teri aayee roke koi mujhe zara bhar naa aaye yeh dil mera beheke behke mere kadam hai aise mein tu sambhaal to zara ladki badi anjaani hai sapna hai sach hai kahani hai dekho yeh pagli bilkul na badli yeh to wahi deewaani hai tumne na jaane kya sapne dikhaaye jaage naa sota hai kuch kuch hota hai kuch kuch hota hai kuch kuch hota hai kuch kuch hota hai

Kumar Sanu의 다른 곡

Kumar Sanu →

관련 가사