Aa Hamsafar Pyar Ki Sej Par
MS

Aa Hamsafar Pyar Ki Sej Par 가사

장르Instrumental
길이4:08
원문 언어MS
조회수981
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

MS
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
aa aa aa aa hamsafar pyaar ki sej par kuchh kahen, kuchh sunen jaag ke raat bhar hamasafar aa hamsafar pyaar kii sej par kuchh kahen, kuchh sunen jaag ke raat bhar aa hamasafar itana pyaar tu sanam laya hai kahan se itna roop tu sanam lai hai jahaan se main jo bhi hoon vo hai, tere pyaar kaa asar kahin lag na jaae tujh ko meri nazar aa hamasafar pyaar ki sej par kuchh kahen, kuchh sunen jaag ke raat bhar aa aa aa aa hamasafar aao aaj milen kuchh to kho ke pa lein aao aaj lut ke kuchh to ham chura lein kahoon kya main dil mein uth rahi hai kya lahar gale mujh se milke, ho jaa too bekhabar aa hamasafar pyaar ki sej par kuchh kahen kuchh sunen jaag ke raat bhar aa aa aa hamasafar pyaar ki sej par kuchh kahen kuchh sunen jaag ke raat bhar aa hamasafar

Lata Mangeshkar의 다른 곡

Lata Mangeshkar →

관련 가사