Dekha Ek Khwaab
ET

Dekha Ek Khwaab 가사

장르Instrumental
길이5:25
원문 언어ET
조회수1.6K
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

ET
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Dekha Ek Khwaab To Yeh Silsile Hue Door Tak Nigahon Mein Hain Gul Khile Hue Yeh Gila Hai Aapki Nigahon Se Phool Bhi Ho Darmiyaan To Faasle Hue Dekha Ek Khwaab... Meri Saanson Mein Basi Khushboo Teri Yeh Tere Pyaar Ki Hai Jadugari Teri Aawaz Hai Havaaon Mein Pyar Ka Rang Hai Phizaaon Dhadkanon Mein Tere Geet Hain Mile Hue Kya Kahun Ke Sharm Se Hain Lub Sile Hue Dekha Ek Khwaab... Mera Dil Hai Teri Panaahon Aa Chhupa Loon Tujhe Maein Baahon Mein Teri Tasveer Hai Nigaahon Mein Door Tak Roshni Hai Raahon Mein Kal Agar Na Roshni Ke Kaafile Hue Pyar Ke Hazaar Deep Hain Jale Hue Dekha Ek Khwaab...

Lata Mangeshkar의 다른 곡

Lata Mangeshkar →

관련 가사