Dil Ki Duniya Basake
EO

Dil Ki Duniya Basake 가사

장르Instrumental
길이3:50
원문 언어EO
조회수753
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

EO
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
(dil ki duniya basa ke saanvariyaa)-2 tum na jaane kahaan kho gaye, kho gaye saath rehna tha saari umariya duur naazaron se kyon ho gaye, ho gaye jaane wale (jaane wale, pata tera main ne aati jaati bahaaron se pochaa)-2 (chup rahe jab zameen ke nazaare aasmaan ke sitaaron se poochaa)-2 (sun ke baadal bhi meri kahani)-2 bebasi par meri ro gaye, ro gaye dil ki duniya ... hans raha hai (hans raha hai ye zaalim zamana apni khushiyon ki mehfil sajaaye)-2 (main akeli magar ro rahi hu teri yaadon ko dil se lagaye)-2 (bahate bahate ye aansu bhi haare)-2 aake palakon pe so gaye,so gaye dil ki duniya ...

Lata Mangeshkar의 다른 곡

Lata Mangeshkar →

관련 가사