Dil Tera Deewana
MS

Dil Tera Deewana 가사

장르Instrumental
길이5:16
원문 언어MS
조회수1.2K
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

MS
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Rafi: bijali giraake aap khud bijali se darr gaye hum saadgi pe aap ki leellaah mar gaye haaye haaye haaye Rafi: dil tera deewana hai sanam (2) Lata: jaante ho tum kuch na kahenge hum (2) (Rafi: mohabbat ki kasam haaye Lata: mohabbat ki kasam) (2) Rafi: dil tera deewana hai sanam (2) Lata: jaante ho tum kuch na kahenge hum (2) (Rafi: mohabbat ki kasam haaye Lata: mohabbat ki kasam) (2) Lata: pyaar ke albele yeh humsafar chal denge le jaayega dil jidhar Rafi: raah mein kho jaayenge aaj to (2) haaye manzil kahaan hai hume kya khabar Lata: kuch chaahat ka asar kuch mausam ka asar Rafi: dil tera deewana hai sanam (2) Lata: jaante ho tum kuch na kahenge hum ho (2) (Rafi: mohabbat ki kasam Lata: mohabbat ki kasam) (2) Rafi: teri aankhon mein jo suroor hai saara issi ka to kusoor hai Lata: saiya anjaane nazre pyaar ki (2) nadaan yeh dil mera majhboor hai Rafi: jeevan mein ek baar khud ho jaata hai pyaar Lata: dil tera deewana hai sanam (2) Rafi: jaante ho tum kuch na kahenge hum (2) Lata: mohabbat ki kasam Rafi: mohabbat ki kasam Lata: kya kejee koyi mann bhaa gaya dil mein hamara woh sama gaya Rafi: hans ke kissi ne dekha ek baar (2) haaye dil ki muraade koi paa gaya Lata: saanso mein meethi aag hothon pe meetha raag Rafi: dil tera deewana hai sanam (2) Lata: jaante ho tum kuch na kahenge hum (2) (Rafi: mohabbat ki kasam Lata: mohabbat ki kasam) (4)

Lata Mangeshkar의 다른 곡

Lata Mangeshkar →

관련 가사