Din Sara Guzara Tere
MS

Din Sara Guzara Tere 가사

장르Instrumental
길이2:50
원문 언어MS
조회수583
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

MS
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Lata: din saara guzaraa tore anganaa ab jaane de mujhe more sajanaa mere yaar shabbaa khair (2) ho mere yaar shabbaa khair mere yaar shabbaa khair Rafi: aasaan hai jaana mehfil se ho kaise jaaoge nikal kar dil se mere yaar shabbaa khair (2) hoye mere yaar shabbaa khair mere yaar shabbaa khair o dilbar dil to kahe teri raahon ko rok loon main (2) aayi birhaa ki raat ab batlaade kya karoon main (2) yaad aayegi yeh baatein tumhaari tadpegi mohabbat hamaari mere yaar shabbaa khair (2) hoye mere yaar shabbaa khair mere yaar shabbaa khair Lata: din saara guzaraa tore anganaa ab jaane de mujhe more sajanaa mere yaar shabbaa khair (2) ho mere yaar shabbaa khair mere yaar shabbaa khair main dharti tu aasmaan meri hasti pe chha gaya tu (2) seene ke surkh baag mein dil ban ke aa gaya tu (2) ab rehne de nigaahon mein masti ho basaa le mere khwaabo ki basti mere yaar shabbaa khair (2) ho mere yaar shabbaa khair mere yaar shabbaa khair Rafi: hoye mere yaar shabbaa khair mere yaar shabbaa khair Lata: mere yaar shabbaa khair (2)

Lata Mangeshkar의 다른 곡

Lata Mangeshkar →

관련 가사