Ek Tu Na Mila - Sad
GL

Ek Tu Na Mila - Sad 가사

장르Instrumental
길이4:01
원문 언어GL
조회수5.4K
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

GL
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
ek tu na mila sari duniya mili khila na mera dil sari bagiya khili dharti hoon mai aur tu hai gagan hoga kaha tera mera milan laakh pahere yaha pyaar dil mein pale bhi to kya hai ek tu na mila taqdeer ki main koi bhool hoon daali se bichhada huwa phool hoon sath tera nahi sang duniya chale bhi to kya hai ek tu na mila tujh se lipatkar jo ro lete hum aansu nahi the ye moti se kam tera daaman nahi ye aansu dhale bhi to kya hai ek tu na mila

Lata Mangeshkar의 다른 곡

Lata Mangeshkar →

관련 가사