Gori Odh Ke Mal Mal
이탈리아어

Gori Odh Ke Mal Mal 가사

장르Instrumental
길이5:15
원문 언어이탈리아어
조회수1K
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

IT
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
gori odh ke malmal nikli haay gori odh ke malmal nikli ke dil mera mal-mal gayi are re re ke dil mera mal mal gayi dekho dekho ke dil mera mal mal gayi ye kiski najariyaa machali ho ye kiski najariyaa machali chunar meri Dhal Dhal gayi are raama chunar meri Dhal Dhal gayi dekho dekho chunar meri Dhal Dhal gayi o pag uljhe mera dil dhadke - 2 nas nas mein shola bhadke - 2 bal khaaye kamariyaa mori ho bal khaaye kamariyaa mori to kaahe jee bekal pad gaye are raama to kaahe jee bekal pad gaye dekho dekho to kaahe jee bekal pad gaye ho jee ik dil hi bekal nahi gori haay ik dil hi bekal nahi gori ke pagdi mein bal pad gaye are re ke pagdi mein bal pad gaye o dekho ke pagdi mein bal pad gaye ho jee ho chhod mohe tera haath jale - 2 are vaah ab to chaahe talvaar chale - 2 haay chhod de mera raastaa ho haay chhod de mera raastaa ke gaali duungi chun chun ke are raamaa ke gaali duungi chun chun ke dekho dekho ke gaali duungi chun chun ke ho jee raani chalo na bajaati bichhua ho raani chalo na bajaati bichhua zehar chade sun sun ke are re re zehar chade sun sun ke dekho dekho zehar chade sun sun ke ho jee o utraa utraa roop hai kyu - 2 bolo chadhati dhuup hai kyu - 2 kin galiyon se hokar aayi ho kin galiyon se hokar aayi ke mukh tera maila hai are re re ke mukh tera mailaa hai o dekho dekho ke mukh tera mailaa hai ho jee jab se tuune aankh ladaai ho jab se tuune aankh ladaai kaajar mera phaila hai are raama kaajar mera phailaa hai dekho dekho kaajar mera phailaa hai ho jee

Lata Mangeshkar의 다른 곡

Lata Mangeshkar →

관련 가사