Hans Hans Ke Haseenon Se Nazar
EO

Hans Hans Ke Haseenon Se Nazar 가사

장르Instrumental
길이3:49
원문 언어EO
조회수719
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

EO
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
hans hans ke haseenon se nazar chaar kiye ja jo bhi kare pyaar use pyaar kiye ja -2 (ye zulf ye abaru ye lachakati hui baanhen bijali si giraati hui khaamosh nigaahen) -2 hai taaqat-e-deedaar to deedaar kiye ja hans hanns ke ... (laazim hai muhabbat mein lagaavat bhi ada bhi ulfat mein mile kuch to tadapane ka maza bhee) -2 iqaraar kiye ja kabhi inkaar kiye ja hans hanns ke ... har ek ada husn ki aankhon mein basa le seene mein zara ishq ka toofaan jaga le soyi hui taqadeer ko bedaar kiye ja hans hanns ke ...

Lata Mangeshkar의 다른 곡

Lata Mangeshkar →

관련 가사