Jalta Hai Badan
MS

Jalta Hai Badan 가사

장르Instrumental
길이4:11
원문 언어MS
조회수4.8K
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

MS
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
jalta hai badan ho ... hay! jalta hai badan pyaas bhadaki hai pyaas bhadaki hai sare shaam se jalta hai badan - 2 ishq se kah do ki le aaye kaheen se saavan pyaas bhadaki hai sare shaam se jalta hai badan jalta hai badan - 2 jaane kab raat dhale, subah tak kaun jale daur par daur chale, aao lag jaao gale aao lag jaao gale kam ho seene ki jalan pyaas bhadaki hai sare shaam se jalta hai badan jalta hai badan - 3 o aah! jalta hai badan dekh jal jaayenge ham, is tabassum ki kasam ab nikal jaayega dam, tere baahon mein sanam dil pe rakh haath ki tham jaaye dil ki dhadakan pyaas bhadaki hai sare shaam se jalta hai badan jalta hai badan ishq se kah do ke le aaye kaheen se saavan pyaas bhadaki hai sare shaam se jalta hai badan jalta hai badan - 2 o ... haay jalta hai badan jalta hai badan ...

Lata Mangeshkar의 다른 곡

Lata Mangeshkar →

관련 가사