Jawani Aa Gayi Hai Ab Toh Aaja
MS

Jawani Aa Gayi Hai Ab Toh Aaja 가사

장르Instrumental
길이3:15
원문 언어MS
조회수809
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

MS
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
(a a a a a o o o o tere khyaal mein bachapan ki zindagi guzri jawaani aaee to tujh ko pukaarti aaee) kahaan hai tu mere sapano ke raaja (2) jawaani aa gaee hai ab to aaja, ab to aaja kahaan hai tu mere sapano ke raaja Jawaani aa gaee hai ab to aaja, ab to aaja………………….. qasam hai dil ke armaano ki tujh ko (2) qasam bachpan ke afsaanon ki tujh ko wohi rangeen afsaane suna ja Jawaani aa gaee hai ab to aaja, ab to aaja………………….. tujhe aawaaz dete hai sitaare (2) bahare kar rahi hai kuchh ishaare, kuchh ishaare ishaaron ka mujhe matalab bataaja Jawaani aa gaee hai ab to aaja, ab to aaja………………….. zabaan par dil ki baatein aa gaee hai(2) baDi be-dard raatein aa gaee hai meri raaton ko aa kar jagmaga ja Jawaani aa gaee hai ab to aaja, ab to aaja…………………..

Lata Mangeshkar의 다른 곡

Lata Mangeshkar →

관련 가사