Jogi Ham To Lut Gaye
PL

Jogi Ham To Lut Gaye 가사

장르Instrumental
길이2:24
원문 언어PL
조회수1.8K
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

PL
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
jogee, ham to lut gaye tere pyar mein jaane tujhko, haay re jaane tujhko khabar kab hogi o ham to lut gaye tere pyaar mein jaane tujhko haay re jaane tujhko khabar kab hogi chanda bhi dekha taare bhi dekhe dekha suraj baraso lekin jis din tujhko dekha man mein phuti sarson haay re jogi ... champa ki daal mein adi chunariya raanjhe aake chudaayen jis raanjhe ko dil de baithi us ko lagan paraayi haay re jogi ... bura ho in bairan ankhiyon ka kar baithi naadaani pehale aag laga di man mein ab barasaaye paani haay re jogi ...

Lata Mangeshkar의 다른 곡

Lata Mangeshkar →

관련 가사