Kaha Chala Gaya Tu
인도네시아어

Kaha Chala Gaya Tu 가사

장르Instrumental
길이3:13
원문 언어인도네시아어
조회수812
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

ID
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
ched yu karti hai duniya tere naam ke saath hans ke leti hai mera naam tere naam ke saath kar ke badnaam meri neenden haraam kaha chala gaya tu kaha chala gaya karne ko baaten karu tujh se khayaalon mein phir bhi na maane dil to kya karu kab tak bhigoya karu ashkon se palkein kab tak judaai mein aahen bharu jab se hui shaam mujhe rone se kaam kaha chala gaya ... bhatke nazar meri ban mein chaman mein chain main dil ka kahi bhi paau na dil mein bhadak chale shole judaai ke haay inhi mein kahi jal jaau na ho na badnaam kahi tera hi naam kahaan chala gaya ...

Lata Mangeshkar의 다른 곡

Lata Mangeshkar →

관련 가사