Kaise Piya Se
힌디어

Kaise Piya Se 가사

장르Instrumental
길이4:53
원문 언어힌디어
조회수2.7K
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
kaise piya se main kahoon mujhe kitna pyaar hai kaise piya se main kahoon mujhe kitna pyaar hai aankhon ko intezaar hai dil beqeraar hai hoga milan apna mujhe aitbaar hai hoga milan apna mujhe aitbaar hai aankhon ko intezaar hai dil beqeraar hai kaise piya se main kahoon mujhe aayenge jab woh saamne baahon mein main bhar loongi aayenge jab woh saamne baahon mein main bhar loongi maanoongi unki baat ko unse zid na karoongi chhaane lagi hain madhoshiyaan hai, kya khumaar hai chhaane lagi hain madhoshiyaan hai, kya khumaar hai aankhon ko intezaar hai dil beqeraar hai kaise piya se main kahoon mujhe unke ghar mein umer bhar rani banke rahoongi main unke ghar mein umer bhar rani banke rahoongi main har khushi doongi unhe unka dukh bhi sahoongi main dil diya unko unhi pe jaanisaar hai dil diya unko unhi pe jaanisaar hai aankhon ko intezaar hai dil beqeraar hai kaise piya se main kahoon mujhe kitna pyaar hai aankhon ko intezaar hai dil beqeraar hai hoga milan apna mujhe aitbaar hai aankhon ko intezaar hai dil beqeraar hai

Lata Mangeshkar의 다른 곡

Lata Mangeshkar →

관련 가사