Kuchh Aise Bandhan
MS

Kuchh Aise Bandhan 가사

장르Instrumental
길이3:59
원문 언어MS
조회수1.5K
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

MS
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Lata: Kuch aise Kuch aise bandhan hote hai jo bin bandhe bandh jate hai Mukesh: Jo bin bandhe bandh jate hai wo jeewan bhar tadpate hai Kuch aise bandhan ... Lata:Kuch aise bandhan... Jane ye kaisa nata hai jo bin joDe juD jata hai Ik din manka pagal panchi bin pankh lage uD jata hai Mukesh:Suraj choone ki koshish mein panchi ke par jal jate hai Kuch aise bandhan... Lata:Kuch aise bandhan... Jab pyar ki tapti raahon mein do pyase dil mil jate hai Phir dhoop chaon ban jati hai, saason mein phool khil jate hai Mukesh:Jaagi ankhon ke ye sapne aksar mann ko chal jate hai Kuch aise, kuch aise bandhan... Lata: Kuch aise bandhan...

Lata Mangeshkar의 다른 곡

Lata Mangeshkar →

관련 가사