Main Tulsi Tere Aangan Ki
MI

Main Tulsi Tere Aangan Ki 가사

장르Instrumental
길이4:41
원문 언어MI
조회수2.4K
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

MI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Main tulsi tere aangan ki Main tulsi tere aangan ki, (koi nahin main) -2 Koi nahin main tere saajan ki Main tulsi tere aangan ki, (koi nahin main) -2 Koi nahin main tere saajan ki Main tulsi tere aangan ki Main tulsi (Dwaar pade pade taras gayi Aaj umad kar baras gayi) -2 Pyaasi badli sawan ki Main tulsi tere aangan ki Main tulsi (Mang teri sindoor bhi tera Sab kuch tera kuch nahin mera) -2 Mohe saughandh tere ansuan ki Main tulsi tere aangan ki Main tulsi Kahe ko tu mujhse jalti hai -2 Ay ri mohe to tu lagti hai Koi saheli bachpan ki Main tulsi tere aangan ki, (koi nahin main) -2 Koi nahin main tere saajan ki Main tulsi tere aangan ki Main tulsi tere aangan ki (silence) Main tulsi tere aangan ki Main tulsi (Main tera kya le jaaoongi Kuch na kuch to hai de jaaoongi) -2 Dool main teri galiyan ki Main tulsi tere aangan ki, (koi nahin main) -2 Koi nahin main tere saajan ki Main tulsi tere aangan ki Main tulsi (flute) Mat ro behna andar jaake -2 Dekh gali mein bahar aake Aarti apni sautan ki Main tulsi tere aangan ki Main tulsi tere aangan ki, (koi nahin main) -2 Koi nahin main tere saajan ki Main tulsi

Lata Mangeshkar의 다른 곡

Lata Mangeshkar →

관련 가사